Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsit Sen
HomeAsit Sen
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
ho ho ho hooo oooo oooo oo oo purwaiya le ke chali meri naiyya jaane kahaan re jaane kahaan re hey o ri gori jaana hamein ab kahaan re tu bhi yahaan re main bhi yahaan re hey saagar mein jitni tarangen hain manawa mein utani umangein hain haaye re haye saagar mein jitni tarangen hain manawa mein utani umangein hain ho oo mausam yeh kitna suhaana hai sab ke labon pe taraana hai hum bhi gaalen meethe taraane milan ke pyaara sama re pyaara sama re purwaiya le ke chali meri naiyya jaane kahaan re jaane kahaan re hey dooba hoon main teri aankhon mein khoya hoon manzil ki raahon mein haye re haye dooba hoon main teri aankhon mein khoya hoon manzil ki raahon mein hoo aankhon ko saajan jhukaana na mujhko nazar se giraana na banke paagal bhataki hoon main tere kaaran kahaan kahaan re kahaan kahaan re o ri gori jaana hamein ab kahaan re tu bhi yahaan re main bhi yahaan re dushman yeh saara zamaana hai bachke hamein door jaana hai haye re haye dushman yeh saara zamaana hai
muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse gila kaise karun unse main unki bewafayi ka gila kaise karun unse main unki bewafayi ka kiya karte hain jo daawa muhabbat mein khudaayi ka agar wo mujhse ruthe hain to meri hi khata hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye wo marr ke bhi zamaane mein kabhi marne nahin paaye kahaan aisi adaalat hai kahaan aisi sajaa hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe gaye jo doob kinaaron se unka naata kyaa gaye jo doob kinaaron se unka naata kyaa ujad gaye jo bahaaron se unka naata kyaa tum to ek phool ho hum haar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe humen mita do ke hum zindagi se haare hain humen mita do ke hum zindagi se haare hain humen bhula do ke hum toote huye taare hain hain wafaadar magar yaar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe
aye ji hooooo taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi daan yatimo ko deta to daani main kehlaata daani main kehlaata khush ho jaati biwi jo uske gahne banwata uske gahne banwata maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladayi main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari aur daulat bhi haari maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari main ban gaya juaari gali gali mein ho gayi yaaron aaj meri ruswaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi are
meri bhool kshama karna maa main baalak naadan toote phoote sur hain mere gaane ka nahin gyaan nahin maangta sona chaandi naa maangun koi daan ghar ghar tere geet gunjaa doon aisa de vardaaaaaaan aisa de vardaan o mata aisa de vardaan tu hi jal mein basi hai tu hi thal mein basi hai kan kan mein basi hai tu hi maa hey santoshi maa hey santoshi maa teri soorat suhaani sukhkaari manbhaani madhu mangalkaari maa hey santoshi maa hey santoshi maa sabke liye khula hai tere mandir ka darwaajaa sabke liye khula hai tere mandir ka darwaajaa jiss par teri kripa huyi wo bane rank se raaja wo bane rank se raaja teri mahima niraali hey chatur bhujha waali teri mahima niraali hey chatur bhujha waali beda paar lagaane waali maa hey santoshi maa hey santoshi maa nain heen ko nain mile aur gunga mukh se bole nain heen ko nain mile aur gunga mukh se bole behra sune ye jag saara tere chamatkaar se dole tere chamatkaar se dole moorat manhaari hum jaayen balihaari moorat manhaari hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Dariya Cha Raja Do Jasoos (1975) 06:06 19256
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Asit Sen, Bhawna Bhatt
Duration : 06:06   Song Number : 19256   

Muhabbat Ho Gayi Jinse Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:53 16451
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asit Sen, Pran, Helen
Duration : 03:53   Song Number : 16451   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

Pyaar Ke Kaabil Na Rahe Preet Ki Dori (1971) 03:40 16107
 
Poster of Preet Ki Dori (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:40   Song Number : 16107   

Taash Ke Baawan Patte Tamanna (1969) 04:53 36551
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 04:53   Song Number : 36551   

Tu Hi Jal Mein Basi Santoshi Maa Ki Mahima (1985) 06:10 18395
 
Poster of Santoshi Maa Ki Mahima (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 06:10   Song Number : 18395   
Karaoke Songs of asit sen, Sad Songs of asit sen, Love Songs of asit sen, Dance Songs of asit sen, Hip-hop songs of asit sen, Best songs of asit sen, Super hit songs of asit sen, hit songs of asit sen, duet songs of asit sen, solo songs of asit sen, old songs of asit sen, famous songs of asit sen, Hindi Karaoke Songs of asit sen, Hindi Sad Songs of asit sen, Hindi Love Songs of asit sen, Hindi Dance Songs of asit sen, Hindi Hip-hop songs of asit sen, best Hindi songs of asit sen, super hit Hindi songs of asit sen, hit Hindi songs of asit sen, duet Hindi songs of asit sen, solo Hindi songs of asit sen, old Hindi songs of asit sen, famous Hindi songs of asit sen, Sing Along Songs of asit sen, Sing Along Sad Songs of asit sen, Sing Along Love Songs of asit sen, Sing Along Dance Songs of asit sen, Sing Along Hip-hop songs of asit sen, Sing Along Best songs of asit sen, Sing Along Super hit songs of asit sen, Sing Along hit songs of asit sen, Sing Along duet songs of asit sen, Sing Along solo songs of asit sen, Sing Along old songs of asit sen, Sing Along famous songs of asit sen